Categories
-
Recent Posts
Blogroll
Archives
Category Archives: Shayari
Sher-o-shayari
Milke bichhadna dastoor hai zindagi ka, Ek yahi kissa mashhur hai zindagi ka; Beete hue pal kabhi lautkar nahi aate, Yahi sabse bada kasoor hai Zindagi ka..!! Popularity: 8% [?]
Popularity: 8% [?]
Cute Shayari
Guzar gaee raat aankhon aankhon main, Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main. Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat, Ho gaee bersaat aankhon aankhon main. Popularity: 9% [?]
Popularity: 9% [?]
Posted in Shayari
Leave a comment
Shayari fun
Ehsaas bahot hoga jab chhodh ke jaayenge, Royenge bahot magar aansu nahi aayenge; Jab saath na de koi to aawaaz hamein dena, Jannat mein bhi honge to lout ke aayenge. Popularity: 7% [?]
Popularity: 7% [?]
Posted in Shayari
2 Comments